mazar par chadar dalna kaisa?
sahabiye rasool ibn-e- abbas raziallah unho bayan
karte hai
"RASOOL ALLAH SALALLAHO ALAIHE WASALLAM KI
KABR MUBARAK PAR SURK(RED) RANG KI CHADAR
DALI GAYI THI"
1:HADEES: MUSLIM SHAREEF JILD 1 KITAB ALJANAIZ
HADEES NO:2137
2:TIRMIZI SHAREEF HADEES NO:1047
3:NASAI SHAREFF 2021
4:MASNAD-E-AHMAD HADEES NO:2010
5:IBN-HIBBAN HADEES NO:6631
6:BAHEKI SHAREEF HADEES NO6511
7:TABRANI MOZZAM KABIR HADEES NO:12965
agar chadar chadana shirk hota toh huzoor sallallaho alaihe wasallam ki kabr par sahaba chadar nahi
chadatey
Masla:
Ala hazrat farmate hai
Jiska khulasa ye hai Mazar par chadar dalna mustahab hai Agar mazar par
pahele se hi ek chadar maujood ho aur usme koi
kharabi na ho to dusri dalna israf hai wahi paisa kisi
miskin ko de diya jaye... Fatawa e razavia
.......................................................................................................................................................
.
.
No comments:
Post a Comment