Sama aur qawali per ulema ka ikhtilaf hai.. aur sahi yeh hai key qawali
main ager 6 sharait mojod hoon tu phir jaiz hai werna nhin.. aur mojodah
kisi qawali main woh sharait mojod nahi hain.. lihaza hamarey ulema aur
aalahazrat
key nazdeek mojodah qawali jaiz nahi hai.. aur jo yeh dhool aur deger
lahw o la,ib kam mazarat-e-olya per kertay hain. yeh jahalat hai.. is
main sahib-e-mazaar ka qasoor nahi..
mazed malomat ke lye yeh fatwa read kerein.

Yeh fatwa bhi mulahiza kerein.. baaz kehtey hain.. qadriya silsiley key
nazdeek na jaiz hai qawali aur dhool waghera jab key chishtiya silsiley
ke bazurg qawali suntey they dhool aur mazameer key sath aur baaz tu
yahaan tak kehtey hain.. key dhol aur mazameer key sath ejad bhi
bazurgan-e-deen ney ki.. muazAllah suma muazAllah
.......................

No comments:
Post a Comment