Total Pageviews

Abdulamin BarkaTi Qadri

Thursday, August 20, 2015

Saleheen Ka Aqida Tawassul Per


⭐TAWASSUL⭐

Imam Taqiuddin Subki Farmate Hain k

Yaad Rakho NABI-E-KARIM ﷺ Ko Waseelah Banana Or NABI-E-KARIM ﷺ Se Madad Or Shafa'at Chahna Jayaz Hi Nahi Balkeh Amr Mustahsan Hai
Is Ka Jayaz Or Mustahsan Hona Har Deendar k Liye Ek Badehi Amr (Qaul-e-Sadiq, Sachhayi, Haq, Musalemah Haqiqat) Hai Jo ANBIYA, RASOOLON, SALF SALEHEEN OR OLMA Se Sabit Hai
Or Kisi Mazhab Walon Ne In Baataon Se Inkar Nahi Kiya Or Na Kisi Zamane Me In Cheezon Ki Burayi Ki Baat Kahi Gayi
Fir Ibn Tamiyah Paida Huwa Or In Cheezon Ka Us Ne Inkar Shuru Kar Diya Or Aisi Baat Kahi Jin Se Ek Bhola Bhala Musalman Dhokey Me Pad Jaye Or Ek Aisi Nayi Baat Kahni Shuru Kardi Jo Ab Tak Kisi Ne Na Kahi Thi.

➡ IMAM TAQIUDDIN SUBKI, SHIFA-US-SIQAM FI ZEYARAT-E-KHAIRUL ANAAM, SAFA 357, DARUL KUTUB ILMIYAH, BEIRUT LEBANON.

Attached Images

  • Shifa us Siqam Cover.png
  • Shifa us siqam.png

Nabi-E-Pak Sallallaho Alaihe Wasallam Ki Qabr-E-Anwar Se Tawassul Saleheen Ki Sunnat

☆QABR-E-ANWAR SE TAWASSUL SALEHEEN KI SUNNAT☆

SUBHAN ALLAH

Hazrat Abu Al Jawza Radi Allaho Ta'ala Anho Farmate Hain k Ahle Madina Ek Martaba Sakht Qahat Me Mubtala Huwe To Ahle Madina Apni Pareshani Ko Le Kar Hazrat Aisha Siddiqa Radi Allaho Ta'ala Anha k Pass Hazir Huwe
Hazrat Aisha Siddiqa Radi Allaho Ta'ala Anha Ne Farmaya k NABI-E-PAK SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM Ki Qabr-e-Anwar k Pass Jao Or Rauz-e-Pak Ki Chhat Ko Darmiyan Se Khol Do Takeh Qabr-e-Anwar Or Asman k Darmiyan Chhat Hayel Na Rahe
Logo Ne Aisa Hi Kiya To Khoob Barish Hone Lagi
Sabza Khoob Huwa Or Oont Khoob Mote Ho Gaye Zyada Charbi Hone Se Maloom Hota k Phat Padenge Or Is Saal Ka Naam Haryali Ka Saal Rakha Gaya.

》IMAM QUSTALANI, MUWAHIB-UL-LADUNIYAH, JILD 4, SAFA 276.

》DARMI SHARIF, JILD 1, HADEES 92.

》MISHKAT SHARIF, HADEES 5950.

Attached Images

  • Almuwahib1.png
  • Almuwahib.png
  • Darmi 1.png
  • Darmi.png
  • Mishkat 1.png
  • Mishkat.png

Book : Tawassul Isteanat Aor Radd-E-Wahabiyat


In Arabic :



Urdu Translation:


Attached File  Tawassul Isteanat Aor Radd-e-Wahabiyat.pdf   6.65MB   713 downloads

Different Print (1.34 MB) :


Radd-e-Wahabiat-Aur-Tawasul-o-Istiyanat1.jpg

Nabi PakKay Ism-e-Girami Ya Aap Ki Sift Kay Saath Poora Salat-O-Salam Likhna Wajib Hay Aor SAW , PBUH ص، صلعم Likhna Makrooh-e-Tahreemi Hay Balkeh Baaz Fuqha Nay Isko Kufr Kaha Hay , Lihaza Is Say Ijtenab Lazim Hay.It is Necessary (Wajib) to Write Complete Salat-o-Salam at the mentioning of the Messenger of Allah (Blessings And Peace Be Upon Him)) And using abbreviations (SAW , PUBH etc) Is Not Allowed , And To do so is Kufr , According To Some Scholar's Opinion. So We Should Avoid Using Abbrevations Or sufficing on one of the two, i.e. Salat (Blessings) & Salam (Peace).Correct Translation Of صلی اللہ علیہ وسلم

Tawassul Pasina-E-Pak Se

SUBHAN ALLAH

🌷🌷 NABI-E-PAK SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM K PASINA-E-PAK SE TAWASSUL 🌷🌷

Hazrat Anas Bin Malik Radi Allaho Ta'ala Anho Farmate Hain k NABI-E-KARIM Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Hazrat Umme Saleem Radi Allaho Ta'ala Anha k Ghar Tashrif Late Or Un k Bistar Per So Jate Or Woh Wahan Na Hoti...
Ek Din NABI-E-PAK Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Tashrif Laye Or Un k Bistar Per So Gaye...

Woh Aayi To Logo Ne Kaha RASOOL ALLAH Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Aap k Ghar Tashrif Laye Hain Or Aap k Bistar Per So Rahe Hain....
Yeh Sun Kar Woh Aayi To Dekha NABI-E-PAK Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Ko Pasina-e-Mubarak Aa Raha Hai Or Pasina-e-Mubarak Chamde k Bistar Per Jama Hogaya Hai....
Hazrat Umme Saleem Radi Allaho Ta'ala Anha Ne Apna Dibya Khola Or Pasina-e-Mubarak Ko Poch-Poch Kar Sheeshiyon Me Bharne Lagi....

NABI-E-PAK Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Uth Gaye Or Farmaya Aye Umme Saleem Kya Karti Ho...????

Hazrat Umme Saleem Radi Allaho Ta'ala Anha Ne Farmaya YA RASOOL ALLAH Sallallho Alaihe Wa Alehi Wasallam Hum Apne Bachchon k Liye Barkat Ki Wajah Se Lete Hain...

NABI-E-KARIM Sallallaho Alaihe Wa Alehi Wasallam Ne Farmaya Tum Ne Thik Kiya.💐💐💐

》SAHIH MUSLIM, KITABUL FAZAIL, BAB TIBBE ARAQUN NABI SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM, BAB NO. 204, HADEES NO. 1346.⭐

Attached Images

  • Padina-e-Pak Se Tawassul 2.jpg
  • Pasin-e-Pak Se Tawassul 1.jpg

Gustakh E Rasool Ki Saza-Quran O Ahadees Ke Roshni Mai



ghustah-e-rasool-ki-sazaien-01.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-02.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-03.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-04.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-05.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-06.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-07.gif


ghustah-e-rasool-ki-sazaien-08.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-09.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-10.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-11.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-12.gif ghustah-e-rasool-ki-sazaien-13.gif


علماء دیوبند و ہابی اکابرین کی کتابوں سے چند حوالہ جات 

SALZA MOT 1.jpg




SALZA MOT 2.jpg



SALZA MOT 3.jpg



SALZA MOT 4.jpg



SALZA MOT 5.jpg

Hindu Ka Butt Aor Musalman Ka Ahl E Quboor Say Madad Mangna (Fatawa Azizi)


دیوبندی وہابی نے اردو ترجمے میں خیانت کی جس کی نشاندہی مظفر حسین شاہ صاحب نے اپنے بیان میں کی ہے. اسکی ویڈیو اور اصل فارسی نسخہ بھی ملاحظہ کریں


Fatawa-e-aziziByShaykhShahAbdulAzizDehlvir.a_0088.jpg
Fatawa-e-aziziByShaykhShahAbdulAzizDehlvir.a_0089.jpg
Fatawa Azizi Persian_0024.jpg
Fatawa Azizi Persian_0025.jpg


http://www.ytpak.com...&id=Ifc0meGeKWE


Tafseer Ibn Abbas Radiallahanhu Aur Ibn Abdul Wahab

Baat manne me shirk??? ulma ne ispar kya tabsara kiya hai

Scan3.JPG
Scan30001.JPG

JO NABI  (saw)  KA NAHI WO HAMARA NAHI

Wednesday, August 12, 2015

Kia Brelvi Naya Firqah Hai ?

Assalam-u-alaikum wa rahmatullahi ta'ala wa barakatuh

B-F.gif
B-F.eps002.gif
B-F.eps003.gif
B-F.eps004.gif
B-F.eps005.gif
B-F.eps006.gif
B-F.eps007.gif
B-F.eps008.gif
B-F.eps009.gif


کتاب لاجواب الحق المبین از امام اہل سنت حضور غزالی زماں علامہ سید احمد سعید

کاظمی
کا مطالعہ کیجئے اور حق وباطل کا فرق پہچان لیجیے۔

  • brailvi firqa 1.jpg
  • brailvi firqa 2.jpg
  • brailvi firqa 3.jpg
  • brailvi firqa 4.jpg
  • brailvi firqa 5.jpg
  • brailvi firqa 06.jpg
  • brailvi firqa 7.jpg
  • brailvi firqa 8.jpg
  • brailvi firqa 10.jpg

  • brailvi firqa 11.jpg
  • brailvi firqa 12.jpg
  • brailvi firqa 13.jpg
  • brailvi firqa 14.jpg
  • brailvi firqa 15.jpg
  • brailvi firqa 16.jpg
  • brailvi firqa 17.jpg
  • brailvi firqa 18.jpg
  • brailvi firqa 19.jpg